" Samundar ka kinara ho... bole to island ho aur koi na ho..sirf main....
har waqt har lmha jise smbhala kiya karte the...
kab haath se chhut gaya wo moti use jaan ne ka samay chahiye...
taaki sochu saku ki kya ho raha hai hai...
... aur k kar raha hun...
... aur k kar raha hun...
kaafi kch haath se nikal gaya hai bhagam bhaag me...
kaafi sanjoye hue moti chhut gaye hai hath se mere...
unhe pirone ka samay chahiye...
unhe sanjone ka smay chahiye...
unhe sanjone ka smay chahiye...
har waqt har lmha jise smbhala kiya karte the...
kab haath se chhut gaya wo moti use jaan ne ka samay chahiye...
mausam badal gaye... raste badal gaye,
par in dur hue jajbaato ko smjhne ka samay chahiye...
par in dur hue jajbaato ko smjhne ka samay chahiye...
raah me rafeek mile kayi,
par us chhute hue humsafar ko smjhne ka samay chahiye...
muje wo sanjoye hue moti ko pirone ka samay chahiye....
hai khata ki humne kayi is safar me...
hai wafa ki humne kayi is pyar ...
bas us chhute hue humraahi ko pass laane ka samay chahiye...
mujhe bas chand lmho ka sath chahiye.....
mujhe bas samay chahiye..."

- Abhishek Tiwari (AbT)
0 comments:
Post a Comment